in

CuteCute OMGOMG

310+ Khushi Shayari in Hindi | खुशी की शायरी | Happy Shayari

Best Collection of Khushi Shayari in Hindi

khushi shayari in hindi
Khushi Shayari in Hindi

Friends, if you are searching for best collection of Khushi Shayari in Hindi on the net, then you are at the right place. Hindishayarii.com has brought you an amazing collection of Happy Shayari (खुशी की शायरी) which you can share with your loved ones and make them feel happy. We have also written various Hindi Shayari on our website. You can share these Khushi wali Shayari with your friends, relatives, girlfriend, boyfriend, husband, or wife. You can also use any of the social media platform like Facebook, WhatsApp, Twitter, etc. to share these Khushi Shayari in Hindi. We hope you will like these खुशी की शायरी given on our page.

Khushi Shayari in Hindi

🤗 बिन तेरे मेरी हर ख़ुशी अधूरी है
फिर सोच मेरे लिए तू कितनी ज़रूरी है | 🙂

Bin tere meri hār khushi ādhoori hāi
Phir soch mere liye tu kitni zāroori hāi.

🤗 किसी की ख़ुशी को अपनी ख़ुशी समझना
सायद इसी का नाम मोहब्बत है | 🙂

Kisi ki khushi ko āpni khushi sāmājhnā
Shāāyād isi kā nāām mohābbāt hāi.

🤗 दिल में खुशी हो तो छलक जाती है
मुस्कुराहटें वजह की मोहताज नहीं होती | 🙂

Dil mein khushi ho toh chālāk jāāti hāi
Muskurāhātein wājāh ki mohtāāj nāhi hoti.

🤗 तेरे बिना ख़ुशियों का चिराग जलता नहीं
शेहेर की रौशनी से ये दिल बेहेलता नहीं | 🙂

Tere binā khushiyon kā chirāāg jāltā nāhi
Sheher ki roshni se yeh dil beheltā nāhi.

🤗 इन्हीं ग़म की घटाओं से ख़ुशी का चाँद निकलेगा
अँधेरी रात के पर्दे में दिन की रौशनी भी है | 🙂

Inhin ghām ki ghātāāon se khushi kā chānd niklegā
Āndheri rāāt ke pārde mein din ki roshni bhi hāi.

Khushi wali Happy Shayari

🤗 जो आपकी खुशी के लिए हार जाता है
उस से आप कभी जीत नहीं सकते | 🙂

Jo āāpki khushi ke liye hāār jāātā hāi
Us se āāp kābhi jeet nāhi sākte.

🤗 खुशी इस बात से अब मुझको होती है
के तुम खुश हो | 🙂

Khushi iss bāāt se āb mujhko hoti hāi
Ke tum khush ho.

🤗 जिनके मिलते ही दिल को ख़ुशी मिल जाती है
वो लोग क्यूँ ज़िंदगी में कम मिला करते हैं | 🙂

Jinke milte hi dil ko khushi mil jāāti hāi
Woh log kyun zindāgi mein kām milā kārte hāin.

🤗 जब ख़ुशी मिली तो कई दर्द हम से रूठ गए
दुआ करो के हम फिर से उदास हो जाएँ | 🙂

Jāb khushi mili toh kāyi dārd hum se rooth gāye
Duā kāro ke hum phir se udāās ho jāāyein.

🤗 ग़म खुद ही खुशी में बदल जाएँगे
सिर्फ़ मुस्कुराने की आदत होनी चाहिए | 🙂

Ghām khud hi khushi mein bādāl jāāyenge
Sirf muskurāne ki āādāt honi chāāhiye.

Khushi Shayari in Hindi Font

🤗 अहबाब को हम दे रहे हैं धोखा
चेहरे पे ख़ुशी सजा रहे हैं | 🙂

Āhbāāb ko hum de rāhe hāin dhokā
Chehre pe khushi sājā rāhe hāin.

🤗 वो दिल ले के ख़ुश हैं हमें ये ख़ुशी है
के पास उन के रेहते हैं हम दूर हो कर | 🙂

Woh dil le ke khush hāi humein yeh khushi hāi
Ke pāās unke rehte hāin hum door ho kār.

🤗 ये चेहरे की ख़ुशी सिर्फ़ तेरे इंतेज़ार की है
क्यूँकि दिल में आज भी उम्मीद तेरे दीदार की है | 🙂

Yeh chehre ki khushi sirf tere intezāār ki hāi
Kyunki dil mein āāj bhi ummeed tere deedāār ki hāi.

🤗 ये ज़िंदगी भी अजब कारोबार है
के मुझे ख़ुशी है पाने की कोई न रंज खोने का | 🙂

Yeh zindāgi bhi ājāb kāārobāār hāi
Ke mujhe khushi hāi pāāne ki koi nā rānj khone kā.

🤗 हम बद-नसीब हैं हमें न दो ख़ुशी इतनी
के हम ख़ुशी को भी ले कर ख़राब कर दें | 🙂

Hum bād-nāseeb hāin humein nā do khushi itni
Ke hum khushi ko bhi le kār khārāāb kār dein.

Happy Shayari on Khushi

🤗 हम तुमसे खुशियाँ माँगे ये हमें मंज़ूर नहीं
मांगी हुई दौलत से किस का भला होता है | 🙂

Hum tumse khushiyāān māānge yeh humein mānzoor nāhi
Māāngi hui dāulāt se kis kā bhālā hotā hāi.

🤗 बड़े घरों में रही है बहुत ज़माने तक
ख़ुशी का मन नहीं लगता ग़रीब ख़ाने में | 🙂

Bāde ghāron mein rāhi hāi bāhut zāmāāne tāk
Khushi kā mān nāhi lāgtā gāreeb khāāne mein.

🤗 खुशी कहाँ हम तो ग़म चाहते हैं
ख़ुशी उसे दो जिसे हम चाहते हैं | 🙂

Khushi kāhān hum toh ghām chāāhte hāin
Khushi use do jise hum chāāhte hāin.

🤗 टूटे हुए सपनों और छुटे हुए अपनों ने मार दिया
वरना ख़ुशी खुद हमसे मुस्कुराना सिखने आया करती थी | 🙂

Toote hue sāpnon āur choote hue āpnon ne māār diyā
Wārnā khushi khud humse muskurānā seekhne āāyā kārti thi.

🤗 दूर हूँ तुझसे तेरी ख़ुशी के लिए
ये मत समझना के दिल दुखता नहीं मेर | 🙂

Door hoon tujhse teri khushi ke liye
Yeh māt sāmājhnā ke dil dukhtā nāhi merā.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Loading…

0
Farewell Shayari in Hindi

250+ Farewell Shayari in Hindi | विदाई शायरी | Alvida Shayari

Narazgi Shayari in hindi

290+ Narazgi Shayari in Hindi | नाराजगी शायरी | Naraz Shayari