in

CryCry SADSAD CuteCute LoveLove AngryAngry

200+ Bewafa Shayari in Hindi | बेवफा शायरी | Bewafai Shayri

Best Collection of Bewafa Shayari in Hindi

Bewafai ki Shayari in Hindi

😔 सिर्फ एक ही बात सीखी इन हुस्न वालों से हमने
हसीन जिसकी जितनी अदा है वो उतना ही बेवफा है | 💔

Sirf ek hi bāāt seekhi in husn wāālon se humne
Hāseen jis ki jitni ādāā hāi woh utnā hi bewāfā hāi.

Hindi Shayari Bewafa

😔 रहने दे ये किताब तेरे काम की नहीं
इस में लिखे हुए है वफाओं के तज़करे | 💔

Rehne de yeh kitāāb tere kāām ki nāhi
Iss mein likhe hue hāi wāfāāon ke tāzkāre.

bewafa sad shayari

😔 जब तक न लगे एक बेवफाई की ठोकर
हर किसी को अपने महबूब पे नाज़ होता है | 💔

Jāb tāk nā lāge ek bewāfāi ki thokār
Hār kisi ko āpne māhboob pe nāāz hotā hāi.

bewafa shayari in hindi for girlfriend

😔 उसकी बेवफाई पे भी फ़िदा होती है जान अपनी
अगर उस में वफ़ा होती तो क्या होता खुदा जाने | 💔

Uski bewāfāi pe bhi fidā hoti hāi jāān āpni
Āgār us mein wāfā hoti toh kyā hotā khudā jāāne.

bewafa dhokebaaz shayari

😔 चला था ज़िकर ज़माने की बेवफाई का
तो आ गया है तुम्हारा ख्याल वैसे ही | 💔

Chālā thā zikr zāmāāne ki bewāfāi kā
Toh āā gāyā hāi tumhārā khāyāāl wāise hi.

bewafa shayari in english

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published.

Loading…

0
motivational-shayari

250+ Best Motivational Shayari in Hindi | मोटिवेशनल शायरी

dosti-shayari

100+ Best Friendship Shayari in Hindi | Dosti Shayari Hindi