in

SADSAD CuteCute CryCry LOLLOL LoveLove

140+ Best Shayari on Life | लाइफ शायरी | Zindagi Shayari

Best Collection of Shayari on Life in Hindi

Best Shayari on Life in Hindi (शायरी ों लाइफ)

Best Zindagi Shayari in Hindi

✍️ ज़िंदगी कितनी मसर्रत से गुज़रती या ख़ुदा
ऐश की तरह अगर ग़म भी गवारा होता | 🌱

Zindāgi kitni māsārrāt se guzārti yā khudā
Āish ki tārāh āgār ghām bhi gāwāārā hotā.

✍️ नशा था ज़िंदगी का शराबों से तेज़-तर
हम गिर पड़े तो मौत उठा ले गई हमें | 🌱

Nāshā thā zindāgi kā shārāābon se tez-tār
Hum gir pāde toh māut uthā le gāyi humein.

✍️ ज़िंदगी तुझसे हर एक साँस पे समझौता करूँ
शौक़ जीने का है मुझ को मगर इतना तो नहीं | 🌱

Zindāgi tujh se hār ek sāāns pe sāmjhāutā kāroon
Shāuq jeene kā hāi mujh ko māgār itnā bhi nāhi.

✍️ क्या चाहती है हम से हमारी ये ज़िंदगी
क्या क़र्ज़ है जो हम से अदा हो नहीं रहा | 🌱

Kyā chāāhti hāi hum se humāri yeh zindāgi
Kyā qārz hāi jo hum se ādāā ho nāhi rāhā.

✍️ ज़िंदगी का साज़ भी क्या साज़ है
बज रहा है और बे-आवाज़ है | 🌱

Zindāgi kā sāāz bhi kyā sāāz hāi
Bāj rāhā hāi āur be-āwāāz hāi.

Comments

Leave a Reply

  One Ping

  1. Pingback:

  Leave a Reply

  Your email address will not be published.

  Loading…

  0
  Attitude Shayari for Boys

  230+ Best Attitude Shayari for Boys in Hindi | एटीट्यूड शायरी

  good-morning-shayari

  160+ Good Morning Shayari in Hindi | गुड मॉर्निंग शायरी | GM