in

LoveLove CuteCute

100+ Romantic Chand Shayari in Hindi | चाँद पर शायरी | Moon

Best Collection of Chand Shayari in Hindi

chand-shayari
Chand Shayari in Hindi

ऐ काश हमारी क़िस्मत में ऐसी भी कोई शाम आ जाए, एक चाँद फ़लक पर निकला हो एक छत पर आ जाए। As you must have realized by reading this line, on which our today’s article is based. Yes friends, today we have brought an amazing collection of Chand Shayari in Hindi. We have brought you Shayari on Chand of all the famous poets around the world. If you want, you can share them with your friends, lover, Mehboob or Mehbooba and relatives on WhatsApp, Facebook, Twitter, etc. Let’s start reading !!!

The moon is often mentioned to praise his lover. The moon has been a subject that has often been used uncountably in Romantic Shayari or poetry. Whether it is a poetry, a song or a ghazal, and when it comes to praise, it is a matter without any mention of the moon. The poets have often compared the moon’s beauty, and its brightness to their lovers and they have written such Chand Shayari (चाँद पर शायरी) in their praise that will surely make you happy.

Despite the moon being very beautiful, it also includes stains. These flaws make the moon more beautiful. It shines so brightly that it illuminates the whole world. Its cool and calmness is a sight to watch for everyone. Because of these qualities, the moon has attracted many poets and cannot stop praising the moon. Almost all the poets have praised their lover or Mehboob by resorting to the moon in a very interesting way. So if you also want to please your partner or Mehboob and make them happy, then you too can send them this beautiful Chand Shayari.

Chand Shayari in Hindi

Chand Shayari

😘 आज टूटेगा गुरूर चाँद का तुम देखना यारों
आज मैंने उन्हें छत पर बुला रखा है | 🌙

Āāj tootegā guroor chāānd kā tum dekhnā yāāron
Āāj māine unhein chāt pār bulā rākhā hāi.

😘 चाँद भी हैरान दरिया भी परेशानी में है
अक्स किस का है ये इतनी रौशनी पानी में है | 🌙

Chāānd bhi hāirān dāriyā bhi pāreshāni mein hāi
Āks kis kā hāi yeh itni roshni pāāni mein hāi.

😘 दिन में चैन नहीं ना होश है रात में
खो गया है चाँद भी देखो बादल के आगोश में | 🌙

Din mein chāin nāhi nā hosh hāi rāāt mein
Kho gāyā hāi chāānd bhi dekho bāādāl ke āāgosh mein.

😘 चाँद में नज़र कैसे आए तेरी सूरत मुझको
आँधियों से आसमाँ का रंग मैला हो गया | 🌙

Chāānd mein nāzār kāise āāye teri soorāt mujhko
Āāndhiyon se āāsmāān kā rāng māilā ho gāyā.

😘 रात को रोज़ डूब जाता है
चाँद को तैरना सिखाना है मुझे | 🌙

Rāāt ko roz doob jāātā hāi
Chāānd ko tāirnā sikhānā hāi mujhe.

Romantic Shayari on Moon (चाँद पर शायरी)

चाँद पर शायरी

😘 चलो चाँद का किरदार अपना लें हम
दाग अपने पास रखें और रौशनी बाँट दें | 🌙

Chālo chāānd kā kirdāār āpnā lein hum
Dāāg āpne pāās rākhein āur roshni bāānt dein.

😘 तुझको देखा तो फिर उसको न देखा मैंने
चाँद केहता रेह गया मैं चाँद हूँ मैं चाँद हूँ | 🌙

Tujhko dekhā toh phir usko nā dekhā māine
Chāānd kehtā reh gāyā
Māin chāānd hoon māin chāānd hoon.

😘 न चाँद चाहिए न फलक चाहिए
मुझे बस तेरी एक झलक चाहिए | 🌙

Nā chāānd chāhiye nā fālāk chāhiye
Mujhe bās teri ek jhālāk chāhiye.

😘 रात में एक टूटता तारा देखा बिलकुल मेरे जैसा था
चाँद को कोई फर्क नहीं पड़ा बिलकुल तेरे जैसा था | 🌙

Rāāt mein ek toottā tāārā dekhā bilkul mere jāisā thā
Chāānd ko koi fārq nāhi pādā bilkul tere jāisā thā.

😘 चाँद को तो चाहने वाले है सभी
पर देखना ये है की चाँद किस पर फ़िदा होता है | 🌙

Chāānd ko toh chāāhne wāāle hāi sābhi
Pār dekhnā yeh hāi ki chāānd kis pār fidā hotā hāi.

Romantic Moon Shayari (चाँद पर शायरी)

Chand Shayari in Hindi

😘 खूबसूरत ग़ज़ल जैसा है तेरा चाँद सा चेहरा
निगाहें शेर पढ़ती है तो लब इरशाद करते है | 🌙

Khubsoorāt ghāzāl jāisā hāi terā chāānd sā chehrā
Nigāāhein sher pādhti hāi toh lāb irshāād kārte hāi.

😘 मोहब्बत में झुकना कोई अजीब बात नहीं
चमकता सूरज भी तो ढ़ल जाता है चाँद के लिए | 🌙

Mohābbāt mein jhuknā koi ājeeb bāāt nāhi
Chāmāktā soorāj bhi toh dhāl jātā hāi chāānd ke liye.

😘 तुम आ गये हो तो फिर चाँदनी सी बातें हो
ज़मीं पे चाँद कहाँ रोज़ रोज़ उतरता है | 🌙

Tum āā gāye ho toh phir chāāndni si bāātein ho
Zāmeen pe chāānd kāhān roz roz utārtā hāi.

😘 आप कुछ यूँ मेरे आइना-ए-दिल में आए
जिस तरह चाँद उतर आया हो पैमाने में | 🌙

Āāp kuch yun mere āāinā-e-dil mein āāye
Jis tārāh chāānd utār āāyā ho pāimāne mein.

😘 ख्वाबों की बातें वो जाने जिनका नींद से रिश्ता हो
हम तो रात गुजारते है चाँद को देखने में | 🌙

Khwāābon ki bāātein woh jāāne jinkā neend se rishtā ho
Hum toh rāāt guzāārte hāi chāānd ko dekhne mein.

Chand Shayari 2 Line (चाँद पर शायरी)

Romantic Shayari on Moon

😘 क्यूँ मेरी तरह रातों को रेहता है परेशान
ऐ चाँद बता किससे तेरी आँख लड़ी है | 🌙

Kyun meri tārāh rāāton ko rehtā hāi pāreshāān
Āye chāānd bātā kisse teri āānkh lādi hāi.

😘 कुछ तुम कोरे कोरे से कुछ हम सादे सादे से
एक आसमान पर जैसे दो चाँद आधे आधे से | 🌙

Kuch tum kore kore se kuch hum sāāde sāāde se
Ek āāsmāān pār jāise do chāānd āādhe āādhe se.

😘 मुन्तज़िर हूँ के सितारों की ज़रा आँख लगे
चाँद को छत पे बुला लूँगा इशारा करके | 🌙

Muntāzir hoon ke sitāāron ki zārā āānkh lāge
Chāānd ko chāt pe bulā lungā ishāārā kār ke.

😘 पूछा जो उनसे चाँद निकलता है किस तरह
ज़ुल्फ़ों को रुख़ पे डाल के झटका दिया कि यूँ | 🌙

Puchā jo unse chāānd nikāltā hāi kis tārāh
Zulfon ko rukh pe dāāl ke jhātkā diyā ki yun.

😘 रात फैली है तेरे सुरमई आँचल की तरह
चाँद निकला है तुझे ढ़ूंढ़ने पागल की तरह | 🌙

Rāāt phāili hāi tere surmāyi āānchāl ki tārāh
Chāānd niklā hāi tujhe dhoondne pāgāl ki tārāh.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Loading…

0
tareef-shayari

150+ Best Tareef Shayari in Hindi | तारीफ | Shayari on Beauty

motivational-shayari

250+ Best Motivational Shayari in Hindi | मोटिवेशनल शायरी