Are you looking for Mirza Ghalib Shayari? He was one of the world’s most famous poet and writer. If you are looking for a fantastic collection of Best Mirza Ghalib Shayari in Hindi on the internet, then your search ends here. Hindishayarii.com has brought a vast collection of Mirza Ghalib Poetry for everyone in its original form of sher.
Asadullah Khan, the greatest Urdu poet, is commonly referred to by his poetic pen name, Mirza Ghalib. In addition to being the first great poet of the modern era, he is also the last of the great Delhi poets. His pen name, Ghalib, means “victor” and stands out among the thousands of other Urdu writers.
Except for a short time in his adolescence, Ghalib was always afflicted, suffering, and grieving. Even though he was born in Urdu, Ghalib preferred writing in Persian. He liked to be evaluated based on his poetry and prose written in Persian. He is widely recognized as India’s final classical Persian poet, but his Urdu compositions are what have ensured his legacy.
A poet of Ghalib’s complexity would do well to take his work seriously. It’s impossible to put his vast and conflicting universe into a neat little box. Mirza Ghalib Shayari and Poetry stand out for the depth of passion they convey and their flawless structure, wonderful melody, and innate appreciation of the natural world’s splendour.
We have also written an article on Jaun Elia Shayari on our website. You can share these Mirza Ghalib Quotes in Hindi with your friends, relatives, girlfriend, boyfriend, husband, or wife. You can also use any of the social media platform like Facebook, WhatsApp, Twitter, etc. to share these Mirza Ghalib Love Shayari in Hindi. We hope you will like these मिर्ज़ा ग़ालिब शायरी given on our page.
Mirza Ghalib Shayari in Hindi
है मुश्तमिल नुमूद-ए-सुवर पर वजूद-ए-बहर
याँ क्या धरा है क़तरा ओ मौज-ओ-हबाब मेंHāi mushtāmil numud-e-suvār pār vājud-e-bāhār
Yāān kyā dhārā hāi qātrā o māuj-o-hābāb mein.
फिर देखिए अंदाज़-ए-गुल-अफ़्शानी-ए-गुफ़्तार
रख दे कोई पैमाना-ए-सहबा मेरे आगेPhir dekhiye āndāz-e-gul-āfshāni-e-guftār
Rākh de koi pāimānā-e-sāhbā mere āāge.
जल्वे का तेरे वो आलम है कि गर कीजे ख़याल
दीदा-ए-दिल को ज़ियारत-गाह-ए-हैरानी करेJālve kā tere woh āālām hāi ki gār keeje khāyāāl
Didā-e-dil ko ziyārāt-gāh-e-hāirāni kāre.
है काएनात को हरकत तेरे ज़ौक़ से
परतव से आफ़्ताब के ज़र्रे में जान हैHāi kāāyenāt ko hārākāt tere zāuq se
Pārtāv se āftāb ke zārre mein jāān hāi.
बहरा हूँ मैं तो चाहिए दूना हो इल्तिफ़ात
सुनता नहीं हूँ बात मुकर्रर कहे बग़ैरBehrā hoon māin toh chāāhiye doonā ho iltifāāt
Suntā nāhi hoon bāāt mukārrār kāhe bāghāir.
Mirza Ghalib Quotes in Hindi
बे-दर-ओ-दीवार सा एक घर बनाया चाहिए
कोई हम-साया न हो और पासबाँ कोई न होBe-dār-o-divār sā ek ghār bānāyā chāāhiye
Koi hum-sāyā nā ho āur pāāsbāān koi nā ho.
आशिक़ हूँ प माशूक़-फ़रेबी है मेरा काम
मजनूँ को बुरा कहती है लैला मेरे आगेĀāshiq hoon pā māshuq-fārebi hāi merā kāām
Mājnun ko burā kehti hāi lāilā mere āāge.
जब तवक़्क़ो ही उठ गई ग़ालिब
क्यूँ किसी का गिला करे कोईJāb tāvāqqo hi uth gāyi ghālib
Kyun kisi kā gilā kāre koi.
चाहते हैं ख़ूब-रूयों को असद
आप की सूरत तो देखा चाहिएChāhte hāin khub-ruyon ko āsād
Āāp ki surāt toh dekhā chāāhiye.
जज़्बा-ए-बे-इख़्तियार-ए-शौक़ देखा चाहिए
सीना-ए-शमशीर से बाहर है दम शमशीर काJāzbā-e-be-ikhtiyār-e-shāuq dekhā chāāhiye
Sinā-e-shāmshir se bāāhār hāi dām shāmshir kā.
Mirza Ghalib Poetry in Hindi
मैं भी मुँह में ज़बान रखता हूँ
काश पूछो कि मुद्दआ क्या हैMāin bhi munh mein zābān rākhtā hoon
Kāāsh pucho ki muddāā kyā hāi.
तुम सलामत रहो हज़ार बरस
हर बरस के हो दिन पचास हज़ारTum sālāmāt rāho hāzāār bārās
Hār bārās ke ho din pāchāās hāzāār.
न लुटता दिन को तो कब रात को यूँ बे-ख़बर सोता
रहा खटका न चोरी का दुआ देता हूँ रहज़न कोNā luttā din ko toh kāb rāāt ko yoon be-khābār sotā
Rāhā khātkā nā chori kā duā detā hoon rāhzān ko.
गरचे है तर्ज़-ए-तग़ाफ़ुल पर्दा-दार-ए-राज़-ए-इश्क़
पर हम ऐसे खोए जाते हैं कि वो पा जाए हैGārche hāi tārz-e-tāghāful pārdā-dār-e-rāz-e-ishq
Pār hum āise khoe jāāte hāin ki woh pā jāāye hāi.
तुझ से तो कुछ कलाम नहीं लेकिन ऐ नदीम
मेरा सलाम कहियो अगर नामा-बर मिलेTujh se toh kuch kālām nāhi lekin āye nādim
Merā sālām kāhiyo āgār nāmā-bār mile.
Mirza Ghalib Shayari
दम लिया था न क़यामत ने हनूज़
फिर तेरा वक़्त-ए-सफ़र याद आयाDām liyā thā nā qāyāmāt ne hānuz
Phir terā wāqt-e-sāfār yāād āāyā.
सताइश-गर है ज़ाहिद इस क़दर जिस बाग़-ए-रिज़वाँ का
वो एक गुल-दस्ता है हम बे-ख़ुदों के ताक़-ए-निस्याँ काSātāish-gār hāi zāhid iss qādār jis bāgh-e-rizvān kā
Woh ek gul-dāstā hāi hum be-khudon ke tāq-e-nisyān kā.
सब्ज़ा ओ गुल कहाँ से आए हैं
अब्र क्या चीज़ है हवा क्या हैSābzā o gul kāhāān se āāye hāin
Ābr kyā cheez hāi hāvā kyā hāi.
ज़हर मिलता ही नहीं मुझ को सितमगर वरना
क्या क़सम है तेरे मिलने की कि खा भी न सकूँZeher miltā hi nāhi mujh ko sitāmgār wārnā
Kyā qāsām hāi tere milne ki ki khā bhi nā sākun.
हाँ अहल-ए-तलब कौन सुने ताना-ए-ना-याफ़्त
देखा कि वो मिलता नहीं अपने ही को खो आएHāān āhl-e-tālāb kāun sune tānā-e-nā-yāfāt
Dekhā ki woh miltā nāhi āpne hi ko kho āāye.
Heart touching Mirza Ghalib Shayari in Hindi
क्यूँ न ठहरें हदफ़-ए-नावक-ए-बे-दाद कि हम
आप उठा लेते हैं गर तीर ख़ता होता हैKyun nā thāhrein hādāf-e-nāvāk-e-be-dād ki hum
Āāp uthā lete hāin gār teer khātā hotā hāi.
कोई वीरानी सी वीरानी है
दश्त को देख के घर याद आयाKoi virāni si virāni hāi
Dāsht ko dekh ke ghār yāād āāyā.
आता है दाग़-ए-हसरत-ए-दिल का शुमार याद
मुझ से मेरे गुनह का हिसाब ऐ ख़ुदा न माँगĀātā hāi dāgh-e-hāsrāt-e-dil kā shumār yāād
Mujh se mere gunāh kā hisāb āye khudā nā māāng.
आगही दाम-ए-शुनीदन जिस क़दर चाहे बिछाए
मुद्दआ अन्क़ा है अपने आलम-ए-तक़रीर काĀāgāhi dām-e-shunidān jis qādār chāhe bichāye
Muddāā ānqā hāi āpne ālām-e-tāqrir kā.
फिर मुझे दीदा-ए-तर याद आया
दिल जिगर तिश्ना-ए-फ़रियाद आयाPhir mujhe didā-e-tār yāād āāyā
Dil jigār tishnā-e-fāriyād āāyā.