
Fanaa Shayari in Hindi
🕯️ इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना
दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना | 🍂Ishrāt-e-qātrā hāi dāriyā mein fānāā ho jāānā
Dārd kā hād se guzārnā hāi dāwā ho jāānā.
🕯️ फ़ना होने में सोज़-ए-शमा की मिन्नत-कशी कैसी
जले जो आग में अपनी उसे परवाना केहते है | 🍂Fānāā hone mein soz-e-shāmā ki minnāt kāisi
Jāle jo āāg mein āpni use pārwāānā kehte hāi.
🕯️ हम चाहते है मोहब्बत हमें फ़ना कर दे
फ़ना भी ऐसे के जिस की कोई मिसाल न हो | 🍂Hum chāāhte hāi mohābbāt humein fānāā kār de
Fānāā bhi āise ke jis ki koi misāāl nā ho.
🕯️ बाद-ए-फ़ना भी है मर्ज़-ए-इश्क़ का असर
देखो कि रंग ज़र्द है मेरे ग़ुबार का | 🍂Bāād-e-fānāā bhi hāi mārz-e-ishq kā āsār
Dekho ke rāng zārd hāi mere gubāār kā.
🕯️ फ़ना के बाद इस दुनिया में कुछ बाक़ी नहीं रेहता
फ़क़त एक नाम अच्छा या बुरा मशहूर रेहता है | 🍂Fānāā ke bāād iss duniyā mein kuch bāāqi nāhi rehtā
Fāqāt ek nāām ācchā yā burā māshhoor rehtā hāi.
Comments
Loading…