in

CuteCute OMGOMG

250+ Farewell Shayari in Hindi | विदाई शायरी | Alvida Shayari

Best Collection of Farewell Shayari in Hindi

Farewell Shayari in Hindi
Farewell Shayari in Hindi

Hello friends, are you looking for the best collection of Farewell Shayari in Hindi on the net, if so then your search will end here. Hindishayarii.com brings you an amazing collection of Alvida Shayari (विदाई शायरी) which you can share with your friends or teachers and make them feel happy. We have also written amazing Dosti Shayari in Hindi on our website. You can use any social media platform like Twitter, WhatsApp or Facebook to share these beautiful Farewell Shayari in Hindi. We hope you will enjoy these Alvida Shayari (विदाई शायरी) for Friends and Teachers given on our page.

Farewell Shayari in Hindi

Farewell Shayari

🤝 मिलते झुलते रहेंगे आपकी आरज़ू के साथ
आज से होगी आपकी ज़िंदगी की अच्छी शुरुआत | 👋

Milte jhulte rāhenge āāpki āārzoo ke sāāth
Āāj se hogi āāpki zindāgi ki ācchi shuruāāt.

🤝 उदास क्या होना बद-हवास क्या होना
फ़ूल का तो मुकद्दर है डाली से जुदा होना | 👋

Udāās kyā honā bād-hāwāās kyā honā
Phool kā toh mukāddār hāi dāāli se judā honā.

🤝 जुदा हो कर आज यहाँ से चले जाओगे
पर उम्मीद है के जहाँ भी जाओगे खुशीयाँ ही पाओगे | 👋

Judā ho kār āāj yāhān se chāle jāāoge
Pār ummeed hāi ke jāhān bhi jāāoge khushiyāān hi pāāoge.

🤝 जुदाई का है दिन माहौल है ग़मगीन
है ये उम्मीद पूरी हो तुम्हारी हर एक ख्वाहिश | 👋

Judāi kā hāi din māāhāul hāi gāmgeen
Hāi yeh ummeed poori ho tumhāri hār ek khwāāhish.

🤝 तुम इसी मोड़ पर हमें मिलना
लौट कर हम ज़रूर आएँगे | 👋

Tum isi mod pār humein milnā
Lāut kāt hum zāroor āāyenge.

Alvida Shayari in Hindi (विदाई शायरी)

Alvida Shayari

🤝 कभी नालायक हुआ करते थे आज लायक बन गए
ज़िंदगी में ना जाने कब क्या कर गए
आप ही बताओ अब कैसे कर दे आपको विदा
जिनकी तालीम और प्यार से हम आज क्या से क्या बन गए | 👋

Kābhi nāālāāyāk huā kārte the āāj lāāyāk bān gāye
Zindāgi mein nā jāāne kāb kyā kār gāye
Āāp hi bātāo āb kāise kār de āāpko vidā
Jinki tāāleem āur pyāār se hum āāj kyā se kyā bān gāye.

🤝 इन रास्तों की शुरुआत हमने साथ साथ की थी
एक दुसरे से कितनी प्यारी प्यारी बातें भी की थी
उन पलों को भी हमने एक साथ गुज़ारा था
जिन लम्हों ने ग़म और ख़ुशी दोनों से मुलाक़ात की थी | 👋

In rāāston ki shuruāāt humne sāāth sāāth ki thi
Ek dusre se kitni pyāāri pyāāri bāāte bhi ki thi
Un pālon ko bhi humne ek sāāth guzāārā thā
Jin lāmhon ne ghām āur khushi dono se mulāākāāt ki thi.

🤝 क्लास रूम में मस्ती थी हमारी भी कुछ हस्ती थी
ट्यूशन का सहारा था दिल ये आवारा था
कहाँ आ गए इस डिग्री के चक्कर में
वो 9th 10th का टाइम ही प्यारा था | 👋

Clāss room mein māsti thi humāri bhi kuch hāsti thi
Tuition kā sāhāārā thā dil yeh āāwāārā thā
Kāhān āā gāye iss degree ke chākkār mein
Woh 9th 10th kā time hi pyārā thā.

🤝 होंगे जुदा ऐसी कोई खबर आई है दिन भी है बेचैन साँसें थम आई है
देंगे हम आपको फ़ेयरवेल की पार्टी लेकिन होने लगी है बेचैनी और आँखें भर आई है | 👋

Honge judā āisi koi khābār āāyi hāi
Din bhi hāi bechāin sāānsein thām āāyi hāi
Denge hum āāpko fārewell ki pārty lekin
Hone lāgi hāi bechāini āur āānkhein bhār āāyi hāi.

🤝 साथ साथ जाते थे स्कूल लेकिन आज हम जुदा हो जाएँगे
रखना खयाल अपना दोस्तों क्यूँकि आज हम विदा हो जाएँगे | 👋

Sāāth sāāth jāāte the school lekin āāj hum judā ho jāāyenge
Rākhnā khāyāāl āpnā doston kyunki āāj hum vidā ho jāāyenge.

Farewell Shayari in Hindi for Friends

विदाई शायरी

🤝 वो जो जाते है स्कूल तक उन रास्तों से हम जुदा हो गए
आज अपने स्कूल से हम विदा हो गए | 👋

Woh jo jāāte hāi school tāk un rāāston se hum judā ho gāye
Āāj āpne school se hum vidā ho gāye.

🤝 काश इस जाते हुए वक़्त को हम रोक सकते
अपनों के साथ गुज़रा हर लम्हा जोड़ सकते
न जाने कितनी यादें जो अपनों ने दी हमें
काश ज़िंदगी को हम पीछे मोड़ सकते | 👋

Kāāsh iss jāāte hue wāqt ko hum rok sākte
Āpnon ke sāāth guzrā hār lāmhā jod sākte
Nā jāāne kitni yāādein jo āpnon ne di humein
Kāāsh zindāgi ko hum peeche mod sākte.

🤝 किसने कहा जुदाई होगी
ये बात किसी और ने फैलाई होगी
हम तो आपके दिल में रहेंगे आख़िर
हमारी दोस्ती में इतनी तो सच्चाई होगी | 👋

Kisne kāhā judāi hogi
Yeh bāāt kisi āur ne phāilāi hogi
Hum toh āāpke dil mein rāhenge āākhir
Humāri dosti mein itni toh sācchāi hogi.

🤝 आखरी अलविदा केहते है
हो सके तो क़ुबूल कर लेना
जब भी मिले वक़्त आपको
तो हमें याद कर लेना | 👋

Āākhri ālvidā kehte hāi
Ho sāke toh qubool kār lenā
Jāb bhi mile wāqt āāpko
Toh humein yāād kār lenā.

🤝 गुज़रा वक़्त दिल की बात सुनाएगा
कभी साथ थे हर पल याद आएगा
गौर से पलटना ज़िंदगी के पन्नों को
कभी न कभी तो हमारा नाम भी नज़र आएगा | 👋

Guzrā wāqt dil ki bāāt sunāāyegā
Kābhi sāāth the hār pāl yāād dilāāyegā
Gāur se pālātnā zindāgi ke pānnon ko
Kābhi nā kābhi toh humārā nāām bhi nāzār āāyegā.

Alvida Shayari for Farewell Party Full

Farewell Shayari in Hindi

🤝 खूबियाँ इतनी तो नहीं हम में के तुम्हें कभी याद आएँगे
पर इतना तो ऐतबार है हमें खुद पर आप हमें कभी भूल नहीं पाएँगे | 👋

Khoobiyāān itni toh nāhi hum mein
Ke tumhein yāād āāyenge
Pār itnā toh āitbāār hāi humein khud pār
Āāp humein kābhi bhool nāhi pāāyenge.

🤝 कल न हम होंगे और ना कोई गिला होगा
सिर्फ सिमटी हुई यादों का सिलसिला होगा
जो लम्हें है चलो हँस कर बिता लें
जाने ज़िंदगी का कल क्या फैसला होगा | 👋

Kāl nā hum honge āur nā koi gilā hogā
Sirf simti hui yāādon kā silsilā hogā
Jo lāmhein hāi chālo hāns kār bitā lein
Jāāne zindāgi kā kāl kyā fāislā hogā.

🤝 तुम्हारे साथ ये मौसम फ़रिश्तों जैसा है
तुम्हारे बाद ये मौसम बहुत सताएगा | 👋

Tumhāre sāāth yeh māusām fārishton jāisā hāi
Tumhāre bāād yeh māusām bāhut sātāāyegā.

Conclusion: दोस्तों अगर आपको हमारे द्वारा लिखे गए Farewell Shayari in Hindi (विदाई शायरी) या Alvida Shayari पसंद आए तो निचे कमेंट बॉक्स में या हमारे Facebook पेज पर कमेंट करके हमें जरूर बताइए | हमारा यह आर्टिकल Best Farewell Shayari अगर आपको अच्छा लगा हो तो अपने दोस्तों या प्रेमी के साथ इसे व्हाट्सएप (WhatsApp Status) या फेसबुक (Facebook) पे भी जरूर शेयर करें | धन्यवाद

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Loading…

0
Gussa Shayari in Hindi

260+ Gussa Shayari in Hindi | गुस्सा शायरी | Angry Shayari

khushi shayari in hindi

310+ Khushi Shayari in Hindi | खुशी की शायरी | Happy Shayari